Swagat hai apka humare blog medical jankari mein guys aaj is blogs mein apko janakari dunga Hamdard safi Natural Blood Purifier ke bare mein.to blogs mein bane rahe kyuki aapko aise jankari kise or blogs mein nhi milege or guys Humdard Safi k sari Upyog mein apko is blogs mein batunga or kaise apne shi se Safi ka upyog krna hai to chaliye jante hai Humdard Safi Natural blood purifier ke bare mein !
Safi introduction –
Safi ek natural blood purifier syrup k form mein apko market mein mil jate hai,ye apko 100ml+200ml+500ml mein mil jate hai .Safi ek Unani medicine hai jisko manuf.krta hai humdard labo.or ye india haryana mein banti hai.guys Safi ko best result pimple and acne or skin ko glowing krne k liye use krwaya jata hai,or blood purifier syurp hai jo apko aasani se medcial shop pe mil jate hai.safi syrup mein kahi parkar ki contains hai or 28-30contains isme availval hai ,Eg.Sana,Revond chini,Neem,chiraita,tulsi jaise kafi best herbal drug isme mojjod hai ,aye jante hai safi ki drug/contains k bare mein !
Safi ke fayde |
Safi Composition-
Safi mein apko 28-30contains mil jate hai jo extaract krke dale gaye hai or kafi faydemnd and safe hai or apki body k liye bhaut acha hota hai ,
- Sana -160.45mg
- Turbud-25.45mg
- Gulab ka phool-24.77mg
- Burada sheesham-13.40mg
- Sandal surkh-11.36mg
- Gilo-14.09mg
- Harar-22.4mg
- Narkachoor-11.36mg
- Chiraita-17.38mg
- Kasaundi-13.40mg
- Mundi-15.45mg
- Nilkanthi-16.13mg
- Shahtara-22.72mg
- Kachnal-15.45mg
- Neem-19.43mg
- Berg tulsi-13.40mg
- Darhald-9.43mg
- Chob chini-11.36mg
- Post keekar-42.84mg
- Sankhaholi-14.09mg
- Sarphoka-18.06mg
- Ushba maghrabi-5.68mg
- Brami-9.09mg
- Chaksu-9.09mg
- Bekh kashi-9.09mg
- Unnab-11.36mg
- Revand chini extract-22.72mg
- Qand safaid-
- Shora desi-222.27mg
- Milleh firangi-1.25mg
Youtube Video –
Safi kam kaise krte hai ( How it works)-
Safi ke fayde ( Benefits of safi )-
- Safi mein khi type k herbal drugs hone se ye best blood purifier hai !
- Skin Glow,noise bleeding ko chek krte hai !
- Prevents hemorrhage(नकसीर रोकते है)
- Clears the stomach
- Skin problems ko dur krte hai
- Liver problems ko dur krta hai ‘
- Increases appetite (भूख बदते है)
- Allergy,itching Relievrer
- Cells ko repair krta hai
- body se toxic ko bhar nikata hai
- Skin disease ke liye
- Pimple free and skin glowing krta hai
- Blood circulation ko sahi krta hai
- body ka weight / slim krta hai
- Stomuch acidity ko dur krta hai
- Acne ko sahi krta hai
- face ki kaise v problem ho dur krta hai
- Memory boosts
- Diaeehea relieves,fatigue,headache,
- Immunity ko boost krta hai
- Constipation cures
Safi Dose-
10ml ( 2 teaspoonful) once a day with 1 glass (250ml) of fresh water !
Safi Syrup SideEffects -(नुकसान )-
- Skin Irrition and itching
- Vomiting
- Allergy
- Dirreha
- Acidity
Safi Syurp precaution-( सावधानी)-
Guys isme kahi contains hone ki wajah se iske kuch savadniya hai jo apko in bimariyo mein kare to savadani se ya doctor se puch k use kre !
- Diabetes
- child mein use na kre
- Ager apko kise v contains se allergy hai to use na kare
- Child Feeding the beast
- Pragnancy mein