Swagat hai apko hamre blogs medical jankari mein,guys aaj is blogs mein apko jankari dene wala hu lavanbhaskar churna k bare mein ,guys lavanbhaskar churne k upyog,nuksan,matra kitne lene hai sari jankari dunga blogs mein !
Aaj ki date mein hamara kahna pina ya kahe to life style itne change ho gaye hai ki sabko kuch na kuch bimari ka samna krna pad rha hai ,yah tk ki bacha paida hota hi usko kahi bimari hote hai,aise islye hai kyuki hum jo hai sari food milawati hi use kr rhe hai,or medicine ki bat aate hai to allopathic medicine ka sevan kr rhe jise bimari body mein dab jate hai lekin kise or roop mein fir se bhar aati hai to hume ayurvedic medicine ka use krne se in sideeffect se bach sakte hai aise hi ayurved mein kahi medicine hai jo aaj body ki liye acha roop dete hai une mein se hai lavanbhaskar churna jo stomach ki kahi sari problem ko katm krta hai to jante hai lavanbhaskar churna ki bare mein or puri jankari !
*Lavanbhaskar churna Introduction-(लवंभास्कर चूर्ण के बारे में जानकारी )-
Guys lavanbhasakr churna ayurvedic medicine hai jo kahi parkar ki lavan se mil kr banaya gaya hai,isilye ise lavanbhaskar churna kaha jata hai !lavanbhaskar churna apko kahi type ki company ka mil jata hua eg.dabar.baidnath,pathnajali,zandu etc bt apko ache company ka hi use krna chiye guys lavanbhasakr churna apko govt hospital mein aasani se or free mein mil jata hai,
lavanbhaskar churna mein type ki ayurvedic herbal plant dale gye hai jise ye khai bimari ko dur krne mein shayk hai jaise ki stomach pain,gas,digestive disorder,motin,pils,loose of appetite etc lavanbhaskar churna mein 12-15 ayurvedic contians hai aayge janti hai kon se contains hai !
LavanBhaskar Churna |
*Lavanbhaskar churna composition-(लवंभास्कर चूर्ण की सामग्री)-
Lavanbhaskar churna mein kahi type ki lavan upyog kiye gya jiske name hai-
- Samudra lavana-975.52mg
- Sauvarchala lavana-609.70mg
- Vida lavana
- Saindhava lavana
- Dhanyaka
- Pippali
- Pippalimula
- Krishnajirka
- Tvakpatra
- Nagakesara
- Talisha
- Amlavetasa
- Shunthi-121.94mg
- Dadima-487.80mg
- Tvak
- Sthuleala-60.97mg
*Lavanbhaskar churna k benefits and use -(लवंभास्कर चूर्ण के उपयोग,लाभ ,फायदे )-
- Disestive Disorders-(पाचन तंत्र के रोग )
- inflammatory bowel disease-(आंत्र रोग
- Ges se heartburn
- Irritable bowel syndrome(ईरिटबले बोवेल सिंड्रोम )
- Diarrhea hone par
- Constipation hone par
- Bledding for the digestive system’
- Regurgitation
- Difficulty swallowing(निगलने में कठिनाई )
- pils mein pet saf or pet ko sahi rakne mein uoyogi ,
- Anul fissur mein kafi faydemand
- Stomach ulcer mein upyog kiya jata hai (पेट में छाले )
- G.E.R.D rog mein upyoge (एक ऐसा पाचन रोग जिसमे पेट की एसिड या पित्ती की कारण खाने की नाली में आ जाता है ओर सिने में जलन होती है )
- Gallstones’
- Ingigestion ( पेट का भरा हुआ / फुला हुआ लगना ,सिने में जलन ,मतली आना ,डकार आना ,ऊपरी पेट में दर्द होना ,पेट में बचनी होना आदि )
- Loss of appetite ( भूख न लगना )-lavanbhaskar churna bhukh lagne mein v kafi sahayk hai kyuki bhukh na lagne k karan eg(कब्ज ,भोजन बिकार ) aadi karan hote hai or lavana bhaskar churna in sab rogo ko dur krta hai or pet ko sahi rakhta hai !
- Acidity ko dur krne mein bhaut helpful
- Pet mein jalan
- pet ki sari rogo ko katum krne mein aadik upyogi hai jisko aap aarm se use kr sakte hai !
*Lavanbhaskar churna ko सेवन करने की विधि –
Lavanbhaskar churna ki dose normal 1-3gm hai jo aap normally use kr sakte hai.
or jankar k liye aap doctor pharmacist se iska bare mein bat kre !
Note*-*Note-Guys mein is blogs mein apko ye jankari de rahe hu mein kisi v medicine ko use krne k liye recommend nhi krta hua mein pharmacist hu mera kam hai apko sari jankari dena hai to aap isko jankari ki traha hu use kre or koi v medicine ko apne marji se use na kre ,isme apko hi safty ye medicine jitne ache lagte hai waise hi ye apko bahut sare nuksan kr sakte hai !
*Aaj k blogs mein itna hi umed hai apko jankari acchi lagi hoge,comment kre,share kare
Thanku so much !