Swagat hai apka Apne blog medicalJankari mein.guys aaj is blog mein apko batane wala hu Enema k bare mein .jinte muje jankari hai .whi jankari mein apko share krta hu or krta rahunga .ager ap logo ka support rha .guys aaj blog Mein Apko batunga enema Kya hota hai or enema ko kb or kyu upyog mein laya jata hai Or kaise iska upyog aap kud apne ghr pr v ghar sakte hai !To chailye suru krte hai !
Enema procedure Kya hota hai?
“Enema ko upyog krne se pehle Marij ko Laxtive
medicine,Suppogetry, or high fiber wale khane ki Salha dete hai”
“Enema process mein jaise ki Famous kilit enema mein Anus k dwara Aanto mein liquid dalkr kabj ka ilaz kiya jata hai. Ye liquid jo marij k Aanto mein jata hai wo Stool (मल) को Soft krta hai or Enema Nosal Anus ko dhella krti hai !
Enema Process k karan Aanto mein Halchal hote hai.
Enema Ka Kab Upyog Karwaya jata hai ?
2.Adik,ges,pet fulana, Dakar aana problem mein use.
3.Fekal infection,Jyada kabj hone se Anus mein hard,stool Jama ho jata hai
4. Ulcerative colitis, swelling,Aanto mein Bleeding hona
Enema Ke prakar -Types of Enema-
1.Chikitsiya Enema –
Ye ek aise enema process hai jo Aant ya Anus Clean krte hai.or kabj or ges se rahat deta hai(implementary bowel disease) aadi bimariyo ko v sahi krta hai !
2.Dignostic Enema-
ya Aanto ya Anus ki kuch Problems ka Pata lagane k liye use hote hai Berium enema ek aise hi enema procress hai!Berium x- ray par ache se dekta hai jiss doctor apke aanto ki problem ko acha se Dignose krta hai !
Enema Jo sabse jayda upyog mein hota hai-
1. Fleets phosphosoda Enema-
Ye enema ka brand name hai is enema process mein aanto mein.pani banye Rhakne k liye Sodium phosphate Salt ko enema mein use krwaya jata hai.YeKabj k liye Fleets Enema Ko sabse faydemnd mana jata hai but kuch nuksan ko rokne k liye iske sahi dose diye jana bahut jaruri hai Ye 1 disposal bag or Nosal k sath market mein apko mil jata hai or upyog krne mein v aasan hota hai. Kyuki isme or saman ki jarurt nhi hote hai ! Bus inhe se apka kam chl jata hai !
2. Mineral oil Enema-
Is Enema ko aanto ke ander ek lubricants ki tarha work krta hai jise marij ko hard,dry stool pas krne mein aasani hote hai ! Or ye bahut easy use hota hai !
3. Saline Solution Enema-
Ye Enema ko aap log aasani ss ghar pe v tayar kr sakte hai ! Isko bnane ke liye kuch equipments ki jarurt hote hai .ex- Enema bag,Enema tube,Or distilled water ki jarurat hote hai . Aamtor pe 1 ser hot water mein salt 2 spoon dal kr ghol bana kr upyog karwaya jata hai !
4.Milk or jaggery (गुड)-
Es enema ko v ghr pe baanya jata hai isme apko Milk or jaggery ki quantity same lene hai or ghol bana k diya jata hai jise use krne se marij ka stool soft hot hai bahut hi aasan hai !
Enema Procedure kaise krte hai ?
Iske jankari aap near doctor medical pharmacist se le sakte hai .
ghr pe use krte time apne sath kise ko rak le jo apko help kr de
.
Chaliye jante hai kaise apne enema ka upyog krne hain or kya savdani rakne hai-
Enema procedure mein tube k ek Taraf ek Bag mein rake salt (नमक) के pani का ghol Upyog karte hai.2Part yani jo part apne anus mein dalna hai Usee Lubericant ( चिकना) krke anus mein Dal diya jata hai !
Ghol ko aanto tk pahchane ke liye Ek krwat le kar Gutno ko apne chest. Pe lagaye !
postion for kids enema |
Enema procedure krne k liye General Information-
- Enema ko start krne se pehle marij ko 1-2 glass pani pina cahiye kyuki Enema ke doraan pani ki kmi body ko ho sakte hai !
- Ab marij k Gutno ko modkr pet k niche lakar ulte let jaye
- Enema Tube ko chikna krke Slowely Se Anus mein dale
- Yadi aap disposal Enema upyog kr rhe hai to Dhere-Dhere Bag ko nichode !
- Yadi aap ghr pe bane enema ko upyog kr rahe ho to bag ko uper pakde jise Bag mein bana enema anus mein aasan se ja sake !
- Enema Bag Empty hone par Enema Tube ko Anus se hata de !
- Is position mein tb tk rahe jb tk apko Stool (मल त्याग) pass hona mahsus na ho .apko km se km 2-10?min k ander tez stool pas krne ki Iccha mahsus hoge !
- But ager ap aadik benefits chate hai to km se km isko 5 min tk Enema tube ko anus mein rakne ki kosis kare !
enema positioning |
Enema procedure Ke Fayde –
2.Enema procedure se blood circulation bhi sahi hota hai !
3.Enema se apke body ko Energy badati hai,or Insomnia se rahta dete hai !
4.Enema se Pet ki aant or pet saf sahi se ho jata hai !
5.Enema se pet fulne,kabj,or jo body mein Toxic matter bhar ho jate hai
Enema procedure Ke Nuksan-
- Isko upyog krne se pehle iske bare mein or isko use krne ka tarika ache se jan lena chaiye !
- Enema procedure sahi se na krne pr apke anus mein hole v ho sakta hai or ander ke parts ko nuksan or problem ho skte hai !
- Isko Alawa anus or aanto ke saf ho jane se body se Nutrients,And liquids substances ko recover krne mein problem ho sakte hai !
- Enema se Nausea,vomiting, diarrhea etc ho sakte hai !
Video Dekhe-
Note-Guys ye Blog apke jankari k liye bataya ja rha h jab v aap use kre to doctor/ pharmacist se jarur consult kre nhi to apko problem ho sakte hai .
Thanku So Much