swagat hai apka medicalajankari blogs mein aaj is blogs mein main apko jankari dene wala hu patanjali divy gashar churna ki bare mein,aaj is post mein iske bare me apko
batunga iske kuch anoke upyog ke bare mein jo sayd apko pata nhi ho to guys bina time k blogs suru krte hai .
*Gashar Churna ke bare mein-
dosto aaj kl k khan paan k chalte hi logo ko gas jaise pet k kahi problem ka samana krna pad rha hai kyuki aaj kl kuch v aisa nhi hai jo apko Naturelly nhi mil rhe hai khana pina itan bekar hai ki aajkl pet ki problem badte ja rhe hai,islye market mein kahi prkar ki medicine hai,or ayurvedic medicine v kahi or unme se hai gashar churna ,guys Ghashar churna patanjali divy phama ki ayurvedic product hai jo apko hr medical shop ya patanjali shop pe aasani se uplabhd ho jata hai,Ghashar churna ki mrp85-90 Ki beech mein apko mil jata hai
guys ye apko alag-alag brand ka ayurvedic company ka mil jata hai ,Gashar churna log normally gas k liye upyog krte hai
but isko kuch anoke use v hai log nhi jate hai,
*Gashar churna ke Contains-
- Ajwaen (Trachyspermum ammi)-30gm
- kali mirch(piper nigrum)-10gm
- kala namak(sodii chloridum)-10gm
- Harad choti ( Terminolia chebula)-20gm
- jeera(carum carri)-15gm
- mitha soda(sodium bi-carbonate)-15gm
- Nowsadar(Ammonium chloride)-5gm
- Nimbusat(Citrus medica)-3gm
- Hing sud(Ferula Foetida)-2gm
Gashar chruna mein ye sari contains apko mil jate hai jo kafi helful hote hai .
*Gashar churna k Fayde/ Benefits-
Gashar Churna ko log sabse jayde pet ki gas k liye upypg krte hai bt ye
pet ki gas nhi pet ki kahi problem ko solve kr sakta hai,
1.pet ki pachan sakti ko badta hai.
2.Gas ki problem ko katum krta hai.
3.Antho ki rog ko katum krta hai.
4.Purane se purane kabj ko dur kre.
5.pet ki kate dakar ko katum krtam krta hai.
6.Gas ki wajah se Pet fulna jaise problem ko katum
7.Gas ki wajah se seene mein jalan or Asthma ko dur
8.high blood pressure ki problem ko dur krta hai kyuki pet mein gas ki wajah se b.p bd/gat v sakta hai.
9.Long time se pet mein drd rhta ho usko dur krta hai
10.Pet saf krne mein helpful
11.Cough(khansi) dry/balgum wali kansi ko dur kre.
12.Pet mein Aathan ya drd hona
13.lossemotion ko rokta hai.
14.skin Infection
15.Pet k keedo ko dur krta katam krta hai
*Gashar Churna Ko kaise Use kare/ Dose-
dosto hr marij ki aalg dose hote hai ye uske body or age dek k dose ko diya jata hai iseliye doc/pharmacist se jarur mile tab iska use kre!
*Dose-1-2gm
Gashar Churna ki ankeko fayde hai or ye kafi sahi or acha hai
safe v hai ayurvedic medicine hone se apko koi
sideEffect nhi hote hai but Doctor/pharmacist se jarur mile or tb upyog kare !