Hi guys
Swagat hai apka humare blogs mein guys aaj apko blogs mein jankari dunga diclofence sodium injection ke bare mein,diclofence sodium injection ke use,diclofence sodium injection ke sideefffect,diclofence sodium injection precaution,diclofence sodium injection ke dose ki sari jankari aaj is bl0gs mein apko dunga ,so guys bane rahe humare blogs mein !
Diclofence sodium Introduction-
Diclofence sodium drug nonopioid Analgesic (अफीमरहित ) and anti inflammatory drgs,and non Steriod drugs hai ,Diclofence sodium injection / Tablets/Gel/Cream Etc form mein uplabhd ho jate hai or aasani se apko kahi v medical store mein mil jate hai !Diclofence sodium ko kahi sari bimaari jaise gout,backpain,stone pain etc mein use krwya ja sata hai or kahi iske sideEffect v deke ja !Diclofence sodium pain mein 1/2 hours k ander aaram deta hai ,or lagbag 8 hours tak asar rahta hai !
Diclofence sodium how it work-
Diclofence sodium drug non steroidal anti inflammatory hai.Diclofence sodium body mein jakar Harmons ko kam krke kam krta hai ,jise body mein swlling,pain,etc ko aaram hota hai ye ek best analgesic ,antipyritic anti anflammatroy drug k roop mein kam krta hai !